Chupke se kahin, dheeme paanv se Jaane kis tarah, kis ghadi Aage badh gaye hamse raahon mein Par tum toh abhi the yahin Kuch bhi na suna, kab ka tha gila Kaise keh diya alvida Jinke darmiyan guzri thi abhi Kal tak yeh meri zindagi Lo un baahon ko, thandi chaanv ko Ham bhi kar chale alvida Alvida, alvida, meri raahein alvida Meri saansein kehati hai, alvida Alvida, alvida, ab kehna aur kya Jab tune keh diya, alvida Sunle bekhabar, yun aankhein pher kar aaj tu chali ja Dhundegi nazar hamko hi magar har jagah Aisi raaton mein leke karvate, yaad hamein karna Aur phir haar kar kehna kyun magar, keh diya alvida alvida Koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida Alvida, alvida, ab kehna aur kya Jab tune keh diya, alvida Ham the dil jale, phir bhi dil kahe Kaash mere sang aaj hote tum agar, hoti har dagar gulsita Tumse hai khafa, hum naraaz hai, dil hai pareshaan Socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida Koi puchhe to zara, kya socha aur kaha alvida Alvida, alvida, abb kehna aur kya Jab tune keh diya, alvida Alvida alvida Koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida Alvida, alvida, ab kehna aur kya Jab tune keh diya, alvida
0 Comments